Inverter AC? Don’t Buy Unless These 3 Conditions Apply!

24/10/2026 · Life of Shubh

Palavra-chave: chalane cyclone

Comentários da comunidade

@Tom123754 YouTube · 14/09/2025 · 👍 24

4th point:- Non inverter AC bahut kam milte hai .

@surindersurinder6258 YouTube · 22/05/2026

Sir room size 154 feet hai ground floor hai direct sunlight roof per padti hai aur room bohot heat ho jata hai itna heat ki room ke andar jaya nhi jata to konsa ac lena chahiye

@saurabhaggarwal6490 YouTube · 14/06/2026

Non inverter AC jaise cooling inverter AC me nahi milegi, inverter AC slow cool krega, room bda hoga to cooling or bhi late hogi।

@g.gceramictilesandgranitew1771 YouTube · 16/03/2026

நான் AA உறுப்பினர் என்பதில் பெருமை கொள்கிரேன். 8 மாதங்கள் கடந்து குடி இல்லாத நிம்மதியான வாழ்க்கை, நன்றி இறைவா.

@osamakhan2190 YouTube · 10/05/2025 · 👍 1

Gattar ❌❌❌ Nala 😂😂😂😂

@SaddamKhan-os7ip YouTube · 06/05/2025 · 👍 59

Bhai inverter AC normal fix speed AC se sasta aata hai. 😂😂

@sanjaymti1562 YouTube · 18/07/2025

Drawback sirf pcb ka he , otherwise mere room me to sirf 15 minute chalne ke bad ye 450 se 500 wat pe aa jata he , room size 10x12 , bagal me kitchn he jo parde se ghera hua he , and ek or room conected he jose open kar ke rakhta hu thoda cooling us side bhi jaye isliye, energy saving ke liye thik he but pcb 5 sal ke bad agar kharab hui to achhe se pesa le ke jayega , 😅

@VinayakPatil-xf9cs YouTube · 12/03/2026 · 👍 1

AC bhi lagwana hai aur bijli ka bill bhi nahi aana chahiye. Yeh aisa hua na, Mercedes leni hai lekin Maruti Alto ka average chahiye 25 km/ ltr. 😂 JAAGO GRAHAK JAAGO.

@nurkashorts YouTube · 15/06/2025 · 👍 2

Bhai non inveter ac mehengga ata he 😅😅😅kabhi ac kharida he ya srif online ne giyan pel raha he